Social Items

दोस्तों अभी कुछ दिन पहले WannaCry Ransomware अटेक से पूरी दुनिया परेशान हो गया था अभी भी लोग इस वायरस से सिस्टम  को  रिकवर नहीं किये है तो अब एक दूसरे  Virus ने  स्मार्ट  फ़ोन पर अटेक कर  दिया है. जिसका नाम है Chef Judy: Picnic Lunch Maker

Judy वायरस से स्मार्ट फ़ोन को कैसे बचाये
कैसे काम करता है Judy.

मैंने पहले भी आपको बताया की Judy एक ऑटो क्लिकर Adsware है jo User ke Smart Phone me Auto Ads aate hai aur jab user us Ads par click karta hai aur bahut zayada farji Auto click hota hai to iske banane wale ko fayda hota hai. Aur user ka bahut zayada Internet data Loss ho jata hai. Isme aapke mobile me Auto Link show karega aur uske baad auto click hone ke baaad play store se apps install hone lagega. Judy ke jaisa lagbhag 40 apps play store par hai lekin google isse Search karke play store se Remove karna starta kar diya hai.

Judy Se Kaise Bachaiye Apne Smart Phone Ko

Agar Judy Virus se apne Smart Phone ko Safe rakhna chate hai to ek accha sa Antivirus Apne Mobile me Install kijiye au raise kisi bhi Apps ya Ads par click na kare jisse aap jante nhi ho. Agar aapko koi link share karta hai to us link par click na kare, aur play store se ksi apps ko install karte hai to pahle us apps ka Review chek kare kya us apps ke bare me logo ka kya Ray hai, agar logo ne aaps ke bare me galat bataya hai to aise apps pane Smart Phone me Install na kare. lekin ye apps abhi bahut zayada website par Available hai to usse galti se bhi install na kare, aur agar install kar liye hai to apne Smart Phone se Uninstall kar dijiye. to is traha se aapko pata chal gya ki Judy Virus Se Smart Phone Ko Kaise Bachaye.

To dosto ab aap is post ko Social Site par apne Dosto ke sath share kijye aur unko bhi Judy Virus me bare me bataiye.

कोई टिप्पणी नहीं